Dukh dard-o-alam gham katt-tay hain, x2Hasnain ke sadqay batt-tay hain,Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed kay shaher mein
Kuch aisi bheed lagjaati hai shah-e-deen ke rozay parHawaa ko raasta mushkil say milta haiMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein
Kyun Aake Ro Raha Hai Mohammad Ke Shaher Mein
Ghamon se jab bhi tabiyet malool hoti haiToh shaabgaam banaam-e-Rasool hoti haiHo jis dua mein Mohammed ka waasta shaamilHuzoor-e-haq mein yakeenan qubool hoti haiMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein
Mere parde mein wehdat ke siwa kya haiJaa jo tujhe lena hai layMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed ke shaher mein
Meray baray mein kuch irshaad kiya jayega x2Dil-e-nashaad ko phir shaad kiya jayeegaMein yeh umeed lagaye huwey betha hoon HazoorAik baar aur mujhay yaad kiya jayegaMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher meinMohammed ke shaher mein
Aao gunahgaaron chalo sarr ke ball chalenAao gunahgaaron chalo sarr ke ball chalenAao gunahgaaron chalo sarr ke ball chalenTauba ka darr khula haiTauba ka darr khula haiTauba ka darr khula haiTauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher meinTauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher meinTauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher mein
Teri nigaah se jalwe bhi mehr-o-maah banayJagaye besar-o-samaan jahan panaah banayHuzoor hi ki karam mein diye tasalli bhiHuzoor hi mere gham mein meri panaah baneWohi maqaam mohabbat ke jalwa-gaah banayJahaan jahaan se wo guzre jahan jahan pohunchayKadmon ne unke khaak ko kundan banadiyaKadmon ne unke khaak ko kundan banadiyaMitti bhi Keeniya hai, Mohammed ke shaher meinMitti bhi Keeniya hai, Mohammed ke shaher mein
Sadqa lutaa raha hai, Khuda unke naam kaSadqa lutaa raha hai, Khuda unke naam kaSadqa lutaa raha hai, Khuda unke naam kaSona nikal raha haiSona nikal raha hai, Mohammed ke shaher meinSona nikal raha hai, Mohammed ke shaher meinSona nikal raha hai, Mohammed ke shaher meinSona nikal raha hai, Mohammed ke shaher mein
Phool gulaab ka aapke chehre jaisa lagta haiAur chamakta chaand nabi ka talwa lagta haiSab toh jhuke hain khana-e-kaaba ke saamneSab toh jhuke hain khana-e-kaaba ke saamneSab toh jhuke hain khana-e-kaaba ke saamneKaaba jhuka hua haiKaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher meinKaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher meinKaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein
Saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka abidiKhicha kuch is milaal-i-shaan se naksha Mohammed kaKe naqqash-e-azal bhi hogaya shaida Mohammed kaKoi kya dekhta aks-e-kadd-e-wala Mohammed kaSaraapa noor tha wo kaamat-e-sebaa Mohammed kaKisi waaiz nazar aata na tha sayaa Mohammed kaSaaya nahi hai gumbad-e-khizra ka abidiZinda ye mojeza hai Mohammed ke shaher mein
Poocho usi se kya hai Mohammed ke shaher meinEk baar jo gaya hai Mohammed ke shaher meinTaalib hain unse auliya aur ambiya tamaamBakshish karam ataa hai Mohammed ke shaher meinSairaab kar rahi hai jo saare jaahan koRahmat ki wo ghata hai Mohammed ke shaher meinDuniya ke khaak chaanke jo kuch na paa sakaSab kuch usay mila hai, Mohammed ke shaher meinSab kuch usay mila hai, Mohammed ke shaher mein
Tanweer kibriya hai Mohammed ke shaher meinJalwon ka silsila hai Mohammed ke shaher meinLaazim hai ehteraam ke nazron se dekhnaKya jaane koun kya hai Mohammed ke shaher meinHar shaks ki zubaan se dauraan-e-guftgooQuraan bolta hai Mohammed ke shaher meinQuraan bolta hai Mohammed ke shaher mein
Baab-e-asar khula hai Mohammed ke shaher meinMaqbool har dua hai Mohammed ke shaher meinDhoka fareb jhoot dagha aur kalaam baddKoi na jaanta hai Mohammed ka sheher meinBehre salaam aate hain hardam malayekaJaari ye silsila hai, Mohammed ke shaher meinDhoonda khuda ko dhoondne waalon ne har jagahLekin khuda mila hai, Mohammed ke shaher meinLekin khuda mila hai, Mohammed ke shaher mein
Ek roz ibrahim se namrood ye kehne lagaSab toh kehte hain mujhe, too kyun nahi kehta khudaBole ibrahim pehle waada kar is baath kaMaghrib se suraj ko utha, beshak too phir mera khudaEk roz ka hai waqiya, aye mominon sunna zaraZaanon pe sarr rakh ke ALI ke so rahe thay MustafaWaqt-e-asar jaata raha, maghrib ka waqt aane lagaIs fikr mein sher-e-khuda ronay lagayAnsoo rooh-e-Mohammed par girayUththay Mohammed Mustafa, bole Mohammed MustafaRotay ho kyun sher-e-khudaRanjh hai tumhe kis baath kaBole Ali-e-murtaza, waqt-e-asar jaata rahaKaise karoon sajda adaaBole Mohammed Mustafa, aao idhar sher-e-khudaUngli shahadat ki utha, maghrib ki jaanib ko kiyaMaghrib se suraj phir utha, waqt-e-asar phir hogayaAllah Abu Turaab ke sajda ke ehmiyatSuraj palat raha hai, Mohammed ke shaher meinSuraj palat raha hai, Mohammed ke shaher mein 2ff7e9595c
Comments